kal kaha tha usne wo ho sakta hai naraj mujhse,
usko bahut sari gila-sikwa hai mujhse..
khush to use main kar nas pata hoon,
bus dekhta rahata hoon kahe sare alfaj uske,
aaj sandesh aaya to usne kaha wo busy hai..
main karta raha intajar yun hi dekhte huye andaaj uske..
No comments:
Post a Comment