Friday, June 28, 2013

Samay Par


bahut koshis to ki usne, par wo aa paya na samay par, usay mohabbat to bahot thi, par usne bataya na samay par, waqt ki tapish mein, maine tapaya hai bahut khud ko, usay ehsaas to bahut tha, par usne humein bachaya na samay par, haan, ye such hai, ki wo masoom bahut hai, uski manjil to tha main hi, par usne khud ye bataya na samay par.. main ab bhi wahin, usko dikhta main nahin, uske dil ko to pt
a tha, par usne khud ko bataya na samay par........ { <3 }

Sunday, June 2, 2013

Ye Jindagi

Ajeeb paheli hai ye jindagi, humare vishwas ke intahan ki saheli hai ye jindagi, ismein sapne sajana, kishi ko apna bnana, apna bnake usko dil mein chupana, uss sakhs k intajar ki, har mod par tumhare pyar ki, kabhi ye intajar ki, kabhi ye aitabar ki, karti rahati jo tumhara intajar, wo saheli hai jindagi.. Uljhe huye sawalo ki, suljhe huye jawabo ki, ek ajeeb si paheli hai jindagi., har mod pr baithi, jo kare tumhara intajar wo saheli hai jindagi.. By*£øv€gürü